Mai to beti thanedar ki re song is from and it is sung by and .It stars Bhagwan, Romila and Indu in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
main to beti thanedar ki re tu beta chaprasi ka re
to phir kya baat bane to phir kya baat bane
main to beti thanedar ki re tu beta chaprasi ka re
to phir kya baat bane to phir kya baat bane
tu bhabhi mere mamu ki re mai mamu teri masi ka re
to phir kya baat bane to phir kya baat bane

mohe lahnga la de saatan ka saatan ka saatan ka
mat lana kabhi katan ka katan ka katan ka
tu lahnga mange saatan ka ho jo saatan ka ha ji saatan ka
dulhe ko jaise kaatan ka dulhe ko jaise kaatan ka
dulhe ko jaise kaatan ka muh dekh zara apna
ki jaise tabla mera sikka to phir kya baat bane
to phir kya baat bane main to beti thanedar ki re
tu beta chaprasi ka re to phir kya baat bane
to phir kya baat bane

tune rogi kar diya saiya tune rogi kar diya saiya
kapde dho dho thak gayi baiya kapde dho dho thak gayi baiya
washing ka bill de nahi sakta i am sorry
washing ka bill de nahi sakta
tis rupye hai meri tankha meri tankha
tis rupye hai meri tankha meri tankha
o ji tis rupye hai meri tankha meri tankha
ab chod ke tujhko pakdungi
sath kisi madrasi ka kya baat bane to phir kya baat bane