Sawan Ka Mahina Kaise Jeena Lyrics - Nao | Nigar Sultana | Jairaj | Badri Prasad | Sulochana Kadam
in Movies
Watch the Video
Song Information
Sawan ka mahina kaise jeena song is from Nao (1948) and it is sung by Sulochana Kadam.It stars Nigar Sultana, Jairaj, Badri Prasad, Dulari in leading roles. This song is penned by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok) and composed by Gyan Dutt. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Sawan ka mahina kaise jeena
Sawan ka mahina kaise jeena
Ghir ghir ghan
Ghor ghata chha gayi
Lo ji barkha dulhan
Banke aa gayi aa gayi
Ghir ghir ghan
Ghor ghata chha gayi
Lo ji barkha dulhan
Banke aa gayi aa gayi
Kale ghunghat mein
Kale ghunghat mein
Bijli banke hasne lagi
Mohe tan ki sudh rahi na
Sawan ka mahina kaise jeena
Sawan ka mahina kaise jeena
Kabhi rim jhim ke geet gaye hai
Kabhi rim jhim ke geet gaye hai
Kabhi aakash pe rangi jhula dal ke
Chalaye hai muskaye hai
Kaise bedardi kahe ya hamare
Kaise bedardi kahe ya hamare
Aise mein bhi tu jale na
Sawan ka mahina kaise jeena
Sawan ka mahina kaise jeena
Suno ji suno ji kya kahe hai
Ghata kali ghata kali
Suno ji suno ji kya kahe hai
Ghata kali ghata kali
Rim jhim ki bol mein dil ko lagale
Rim jhim ki bol mein dil ko lagale
Aise mein bhi tu jale na
Sawan ka mahina kaise jeena
Sawan ka mahina kaise jeena.