Aye phul bata song is from and it is sung by and .It stars Yashvant Dave, Chandrika and Husn Banu in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
ae phul bata kaisa hoga mera piya sajan pyara
ae phul bata kaisa hoga mera piya sajan pyara
kya kaha tujh jaisa
tu kya jane kaisa hoga mera piya sajan pyara

mera piya hoga vir bahadur matwala
uske chode sine par main jaise aakash pe tera
ae phul bata kaisa hoga mera piya sajan pyara

kyun gunje sajani hajir hai
ye tera sajan pyara
sur vir bahaduar aisa ki
kabhi na kisi ne mara
hajir hai ye tera sajan pyara
hajir hai ye tera sajan pyara

kya kahne kya kahne tumhari himmat ke
machar bhi na tum se hara
dekho sajani tumhari tum jaisi
kahi charti hogi pyara
ghar bhul gaye tum
jao dikho aur kisi ka dawara

haye haye chali gayi
haye chali gayi haye challi gayi
pyari sajaniya mara ke ban karara
ab dost koi is hire ka nahi
is jag me bartan hara
ae phul bata kaisa hoga mera piya sajan pyara
ae phul