Maar Gayi Re Lyrics - Khandan | Ghulam Mohammed | Manorama | Noor Jehan
in Movies
Watch the Video
Song Information
Maar gayi re song is from Khandan (1942) and it is sung by Noor Jehan.It stars Ghulam Mohammed, Manorama, Noor Jehan, Ibrahim in leading roles. This song is penned by N/A and composed by Ghulam Haider. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Hume maar gayi re maar gayi re
Hume teri nazariya pyari nazariya
Tirchi nazariya maar gayi
Hume maar gayi re maar gayi re
Hume teri nazariya pyari nazariya
Tirchi nazariya maar gayi
Aankh kahe main jadugarni
Aankh kahe main jadugarni
Jo dekhe bas hoye
Jo dekhe bas hoye
Zulf kahe mere pench nirale
Zulf kahe mere pench nirale
Chhut sake na
Koi zalim maar dhala
Chhut sake na
Koi zalim maar dhala
Maar gayi
Hume maar gayi re maar gayi re
Hume teri nazariya pyari nazariya
Tirchi nazariya maar gayi
Aankhon mein aankhon ko dhalo
Dil ko apne dil sambhalo
Aankhon mein aankhon ko dhalo
Dil ko apne dil sambhalo
Kano mein kuch keh do unse
Bas jaaye re ek prem nagariya
Bas jaaye re ek prem nagariya
Maar gayi
Hume maar gayi re maar gayi re
Hume teri nazariya pyari nazariya
Tirchi nazariya maar gayi
Aankh kare hai kise ishare
Aankh kare hai kise ishare
Joban kisko ankhiya mare
Aankh kare hai kise ishare
Joban kisko ankhiya mare
Mast kiya kiski masti ne
Mast kiya kiski masti ne
Kaun tihare hai sanwariya
Bol ha bol bol
Kaun tihare hai sanwariya
Maar gayi
Hume maar gayi re maar gayi re
Hume teri nazariya pyari nazariya
Tirchi nazariya maar gayi
Hume maar gayi re maar gayi re
Hume teri nazariya pyari nazariya
Tirchi nazariya maar gayi.