Maana yeh aaj humne song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Saahil Chhada. This song was released on 27 Jun 2008.
Maana yeh aaj hamane, aisi hi jindagi hai

Thodi si aashqi hai, thodi si aashqi hai
Thodi si yeh bandagi hai

Maine toh abb tak yeh sikha, ishq ke aage hai sab fika

Mann pe chadhe toh utare na yeh, ishq ka rang bada tikha
Maana yeh aaj hamane, rango ki taajagi bhi
Thodi si aashqi hai, thodi si aashqi hai
Thodi si yeh bandagi hai
Maana yeh aaj hamane, aisi hi jindagi hai

Abb hum samajhe ki hasrat hai kya
Dil ki yu dil se yeh chaahat hai kya
Abb hum samajhe ki hasrat hai kya
Dil ki yu dil se yeh chaahat hai kya
Aankho se jo bole jaaye, un labjo ki kimat kya
Maana yeh aaj hamane, labjo ki saadagi bhi
Thodi si aashqi hai, thodi si aashqi hai
Thodi si yeh bandagi hai
Maana yeh aaj hamane, aisi hi jindagi hai

Yeh ishq hai dhoop aur hai hawa
Marj bhi hai yeh, yahi hai dawa
Yeh ishq hai dhoop aur hai hawa
Marj bhi hai yeh, yahi hai dawa
Ishq agar jaahir na ho toh, yahi maja hai yahi saja hai
Maana yeh jindagi bhi jaise ki shaayari hai
Thodi si aashqi hai, thodi si aashqi hai
Thodi si yeh bandagi hai
Maana yeh aaj hamane, aisi hi jindagi hai
Maana yeh aaj hamane, aisi hi jindagi hai
Thodi si aashqi hai, thodi si aashqi hai
Thodi si yeh bandagi hai.