Maal Ko Dekh Ke Lyrics - Naseeruddin Shah | Aditya Pancholi | Satish Shah | Amit Kumar | Anu Malik

1988

Lyrics

Hey maal hain to taal hain
Warna tu kangaal hain
Are maal hain to taal hain
Warna tu kangaal hain
Maal ke bina jeena mohaal ho gaya
Maal ko dekh ke salosaal ho gaya

Hey maal hain to taal hain
Warna tu kangaal hain
Are maal hain to taal hain
Warna tu kangaal hain
Maal ke bina jeena mohaal ho gaya
Maal ko dekh ke salosaal ho gaya

Hey hey hum bhi rehate bunglow mein
Hum bhiu phirate motor mein
Paas jo apne paisa hota
Baithe hote hotel mein
Aap chal ke aati
To cheez jaruri hoti
Maal jo hota paakit mein
Har hasrat poori hoti
Maana fakeer hain hum
Dil ke ameer hain hum
Maana fakeer hain hum
Dil ke ameer hain hum
Sab pyaar ka kamaal hain

Hey maal hain to taal hain
Warna tu kangaal hain
Are maal hain to taal hain
Warna tu kangaal hain
Maal ke bina jeena mohaal ho gaya
Maal ko dekh ke salosaal ho gaya

Gareeb pe daya kar bhagwaan
Ya maalik kar sabka bhala
Gareeb pe daya kar bhagwaan
Ya maalik kar sabka bhala
Gareeb pe daya kar bhagwaan
Ya maalik kar sabka bhala.