b se bolo kyaa hotaa hai, bahaadurlikho-padhoge to aage badhogesitaaro se unchaa tumhaaraa hogaa naam likho-padhoge to aage badhogesitaaro se unchaa tumhaaraa hogaa naam samajhe naachhutti mile to khilauno se khelo chhutti mile to khilauno se khelo jaldi se phir tum kitaabo ko le lo jaldi se phir tum kitaabo ko le lo ji naa churaao, baate naa banaaojaahil rahoge to hoge badanaamlikho-padhoge to aage badhogesitaaro se unchaa tumhaaraa hogaa naamalif se bolo kyaa hotaa hai, ullu a a imaanduniyaa me dekho imaanadaar rahanaa duniyaa me dekho imaanadaar rahanaa jhuth nahi achchhaa sadaa sach kahanaa jhuth nahi achchhaa sadaa sach kahanaa dil ko kisi ke tum na dukhaanaaaisi hi neki karo subah-shaamlikho-padhoge to aage badhogesitaaro se unchaa tumhaaraa hogaa naamachchhaa bolo b se kyaa hotaa hai, bandar bahaadurbanake bahaadur tum apane vatan ke
banake bahaadur tum apane vatan ke nigehabaa haan rahanaa tum apane chaman ke nigehabaa haan rahanaa tum apane chaman ke isako sambhaalo gale se lagaa loho aazaad ab to na honaa phir gulaamlikho-padhoge to aage badhogesitaaro se unchaa tumhaaraa hogaa naamachchhaa munnaa bolo te se kyaa hotaa hai titar, taqadirtaqadir kyaa hai tum isako bhulaa dotaqadir kyaa hai tum isako bhulaa doilm hunar se adhere mitaa do ilm hunar se adhere mitaa do badhate chalo tum qadam ko milaa kephir aayegi mazil karegi salaamlikho-padhoge to aage badhogesitaaro se unchaa tumhaaraa hogaa naamm se bolo kyaa hotaa hai, murgaa, mazadurmazadur nikale hai taan ke sinaa mazadur nikale hai taan ke sinaa tum bhi karo kuchh aur sikh lo jinaa tum bhi karo kuchh aur sikh lo jinaa mehanat karoge samajhe haan, to phal bhi milegaabado ne kahaa hai aaraam hai haraamlikho-padhoge to aage badhogesitaaro se unchaa tumhaaraa hogaa naam likho-padhoge to aage badhogesitaaro se unchaa tumhaaraa hogaa naam