lachhamii muurat daras dikhaaye Lyrics - Rekha | Saigal | Kanan Devi

1938

Lyrics

lachhamii muurat daras dikhaaye -2
sir par mukut gale men maalaa -2
man lalachaaye
lachhamii muurat daras dikhaaye -2
( hai kyaa ko_ii sohaavan sapanaa
dhan maayaa sab apanaa-apanaa ) -2
naahin-naahin khuulii aankh men
naahin-naahin nahiin khuulii aankh men
sapanaa kahaan samaay
lachhamii muurat daras dikhaaye -2
laalach kii kharii bii dhuup ye hai
naa pichhale janam kii ruup ye hai
laalach kii kharii bii dhuup ye hai
naa pichhale janam kii ye ruup pe hai
( ho nahiin sakataa duubaa suuraj
raat ko saamane aaye ) -2
( naa dhokhaa naa ye chhal hai
kyaa pichhale karam kaa phal hai ) -2
ko_ii jatan ho jaaye
ye devi haath na aa