La Pila Raat Bhar Saakiya Lyrics - Pankaj Udhas | Kumar Sanu | Ghulam Ali | Jaswinder Singh

2013

Lyrics

La pila raat bhar saakiya
La pila raat bhar saakiya
Kal ki kisko khabar saakiya
Kal ki kisko khabar saakiya
La pila raat bhar saakiya

Bin peeye hi nasha ho gaya
Bin peeye hi nasha ho gaya
Uff ye teri nazar saakiya
Uff ye teri nazar saakiya
Kal ki kisko khabar saakiya
La pila raat bhar saakiya

Ban gaya hain tera maikada
Ban gaya hain tera maikada
Besharo ka ghar saakiya
Besharo ka ghar saakiya
Kal ki kisko khabar saakiya
La pila raat bhar saakiya

Aur ik jaam peete chale
Aur ik jaam peete chale
Hum tere naam par saakiya
Hum tere naam par saakiya
Kal ki kisko khabar saakiya
La pila raat bhar saakiya

Sab ghamo ki dawa hain sharaab
Sab ghamo ki dawa hain sharaab
Humka kuchh gham na kar saakiya
Humka kuchh gham na kar saakiya
Kal ki kisko khabar saakiya
La pila raat bhar saakiya.