Ek din jhagda ek din pyar song is from .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 05 Mar 2016.
ek din jhagda ek din pyar
ek din jhagda ek din pyar
achha lagta hai
ek din jhagda ek din pyar
achha lagta hai
dil mein ha lab pe inkaar
dil mein ha lab pe inkaar
achha lagta hai
ek din jhagda ek din pyar
ek din jhagda ek din pyar
achha lagta hai
dil mein ha lab pe inkaar
dil mein ha lab pe inkaar
achha lagta hai
ek din jhagda ek din pyar
jab tak na ho puri
dil ki har baat adhuri hai
pyar mein jaane jana
thodi takrar jaruri hai
jab tak na ho puri
dil ki har baat adhuri hai
pyar mein jaane jana
thodi takrar jaruri hai
paas kabhi dur chale jaane mein
aaye maza ruthne manane mein
muskurake yaar ko rulane mein
aaye maza chhedne satane mein
gusse mein has ke ikraar
achha lagta hai
ek din jhagda ek din pyar
ek din jhagda ek din pyar
achha lagta hai
dil mein ha lab pe inkaar
dil mein ha lab pe inkaar
achha lagta hai
ek din jhagda ek din pyar
har pal saath rahe hum
do char din ki judaai ho
ho sada hangama
thodi si kabhi tanhai ho
har pal saath rahe hum
do char din ki judaai ho
ho sada hangama
thodi si kabhi tanhai ho
chaaha tujhe chand mulaakato mein
khoya raha main to teri baato mein
le ke tera haath mere haatho mein
soi kabhi jagi jawa raato mein
chori se chhupke didar
achha lagta hai
ek din jhagda ek din pyar
ek din jhagda ek din pyar
achha lagta hai
dil mein ha lab pe inkaar
o dil mein ha lab pe inkaar
achha lagta hai
ek din jhagda ek din pyar
ek din jhagda ek din pyar