Kya Kahoon Lyrics - Kumar Sanu

2000

Lyrics

Kya kahoon main tumhein
Aur kya na kahoon
Kya kahoon main tumhein
Aur kya na kahoon
Bhul kar bhi magar
Bewafa na kahoon
Bhul kar bhi magar
Bewafa na kahoon
Kya kahoon main tumhein
Aur kya na kahoon

Umra bhar main wafao ka kaidi raha
Umra bhar main wafao ka kaidi raha
Umra bhar main wafao ka kaidi raha
Kya ise saadagi ki saza na kahoon
Kya ise saadagi ki saza na kahoon
Kya kahoon main tumhein
Aur kya na kahoon

Rang kaala mehek pehali barsaat ki
Rang kaala mehek pehali barsaat ki
Rang kaala mehek pehali barsaat ki
Main teri jhulf ko kyun ghata na kahoon
Main teri jhulf ko kyun ghata na kahoon
Kya kahoon main tumhein
Aur kya na kahoon

Mushkile aur badh jaayegi aaj ki
Mushkile aur badh jaayegi aaj ki
Mushkile aur badh jaayegi aaj ki
Aadmi ko agar main khuda na kahoon
Aadmi ko agar main khuda na kahoon
Kya kahoon main tumhein
Aur kya na kahoon

Zindagi ek achhai de de mujhe
Zindagi ek achhai de de mujhe
Zindagi ek achhai de de mujhe
Main kisi bhi bure ko bura na kahoon
Main kisi bhi bure ko bura na kahoon
Kya kahoon main tumhein
Aur kya na kahoon
Bhul kar bhi magar
Bewafa na kahoon
Bhul kar bhi magar
Bewafa na kahoon
Kya kahoon main tumhein
Aur kya na kahoon.