Garm tha khoon mera song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Garm tha khoon mera
Garm tha khoon mera
Aaj ye thanda kyun hain
Ye mera ang par
Bojh sa lagta kyun hain
Garm tha khoon mera


Puchhata hoon main
Samnadar ke kinaare dil se
Puchhata hoon main
Samnadar ke kinaare dil se
Puchhata hoon main
Samnadar ke kinaare dil se
Har taraf paani hi paani hain
To pyaasa kyun hain
Garm tha khoon mera


Sochate sochate har raat
Main thakta jaaun
Sochate sochate har raat
Main thakta jaaun
Sochate sochate har raat
Main thakta jaaun
Aadami ek bhare ghar mein
Akela kyun hain
Garm tha khoon mera


Kyun umeedon ka
Deeya jalta hain
Bujhane ke liye
Kyun umeedon ka
Deeya jalta hain
Bujhane ke liye
Kyun umeedon ka
Deeya jalta hain
Bujhane ke liye
Ek din bujhna hain isko to
Ye jhalta kyun hain
Garm tha khoon mera
Ho garm tha khoon mera
Aaj ye thanda kyun hain
Ye mera ang par
Bojh sa lagta kyun hain
Garm tha khoon mera
Garm tha khoon mera.