Kya hua kya khabar song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by N.N. Shukla. This song was released on 01 Jan 2018.
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata
Tera ruth jana aur mera
Manana dono ka jabab nahi
Mera pyar toba tera gusa
Toba dono ka hisab nahi
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata


Todi si bat mein tu ruth jati hai
Sise ki gudiya jaisi tut jati
Todi si bat mein tu ruth jati hai
Sise ki gudiya jaisi tut jati hai
Teri adao ne teri jafao ne
Mujko ko bana diya hai diwana
Tera ruth jana or mera
Manana dono ka jawab nahi
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata


Mani hai ab tu kitni mushkil se
Milne do hash ke zara dil dil se
Mani hai ab tu kitni mushkil se
Milne do hash ke zara dil dil se
Mosam mastana hai
Pyar ka zamana hai
Aise mein phir kahi tu na ruth jana
Tera ruth jana aur mera
Manana dono ka jawab nahi
Mera pyar toba tera gusa
Toba dono ka hisab nahi
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata.