Kya hua are kya hua song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Jagmohan Mundhra. This song was released on 26 Mar 1982.
Ab aao aaj ki ye rat
Hum yuhi basar karle
Tum apna muh udhar karlo
Hum apna muh idhar akrle
Gussa hi karna hai
To is kadar karlo
Tumhara muh jidhar hai
Pith bhi udhar karlo


Kya hua are kya hua
Dekho dekho tum fir ruthe
Ruth ke hath chudao na
Kya hua are kya hua
Dekho dekho tum fir ruthe
Ruth ke hath chudao na
Kya khata hui kya khata
Are mithi mithi rat milan
Ki usko jahar banao na
Kya hua are kya hua
Dekho dekho tum fir ruthe
Ruth ke hath chudao na
Kya hua walla kya hua


Lab pe nahi hai aankho me ha hai
Rat jawa hai mast shama hai
Lab pe nahi hai aankho me ha hai
Rat jawa hai mast shama hai
Yuhi shama ye beet
Jao itni bat bhadao na
Kya hua are bhai kya hua
Dekho dekho tum fir ruthe
Ruth ke hath chudao na
Kya hua are bhai kya hua
Haye haye oye hoye


Aankh mila ko rat jaga lo
Pyar ka rangin jashan mana lo
Aankh mila ko rat jaga lo
Pyar ka rangin jashan mana lo
Fida hu mai is mukhde par
Mujhko pith dikhao na
Kya hua walla kya hua
Dekho dekho tum fir ruthe
Ruth ke hath chudao na
Kya hua maine kaha kya hua


Thandi hawa ke jhoke ye chahe
Dal gale me gori si bahe
Thandi hawa ke jhoke ye chahe
Dal gale me gori si bahe
Tumhe basalu tan man me
Or jara paas aao na
Kya hua are bhai kya hua
Dekho dekho tum fir ruthe
Ruth ke hath chudao na
Kya hua are bhai kya hua


Are mithi mithi rat milan
Ki usko jahar banao na
Kya hua are kya hua
Dekho dekho tum fir ruthe
Ruth ke hath chudao na
Kya hua walla kya hua.