koii banaa aaj apanaa Lyrics - Durga Khote | Anant Marathe | Lata Mangeshkar
1951
Lyrics
ko_ii banaa aaj apanaa -4
sukh men aankhen band ho rahii
khule hriday ke dvaar
do man milakar ek hu_e hain
do do nainaa chaar -2
chaar nain dekhen hil mil kar
ek madhur sapanaa
banaa aaj apanaa
chaar charan par paanch ek hai
chaar agar do baat
ek giit men bandhatii jaatii
chaar chaandanii raat -2
madhur priit kii phul_maalaa par
praan naam japanaa
banaa aaj apanaa
prem hindolaa jhuulen hil mil
ek qadam ?????
naache rut chham chham ke
bhare bahan men bahan -2
baar baar nainon kaa milanaa
palakon kaa jhapanaa
banaa aaj apanaa
sukh men aankhen band ho rahii
khule hriday ke dvaar
do man milakar ek hu_e hain
do do nainaa chaar -2
chaar nain dekhen hil mil kar
ek madhur sapanaa
banaa aaj apanaa
chaar charan par paanch ek hai
chaar agar do baat
ek giit men bandhatii jaatii
chaar chaandanii raat -2
madhur priit kii phul_maalaa par
praan naam japanaa
banaa aaj apanaa
prem hindolaa jhuulen hil mil
ek qadam ?????
naache rut chham chham ke
bhare bahan men bahan -2
baar baar nainon kaa milanaa
palakon kaa jhapanaa
banaa aaj apanaa