Koi sapna song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Koi sapna tod gaya koi apna chhod gaya
Faaslay yuhn huye darmiyaan
Jaise woh kabhi mila hi na tha
Koi sapna


Kaise yeh bataun kya guzari hai dil pe
Kaise samjhaun main hoon kis bhanwar mein
Tujhe kya khabar tujhe kya pata
Apna banoon ho na saka
Adhoora tha main adhoora raha
Pyaasa jeevan pyaasa raha
Jaise woh kabhi humara na tha
Koi sapna


Tera saya ban ke tere sung rahun main
Bhoola dun yeh duniya tumhare liye main
Ab aur is dil ko nahin do sazaa
Tere bin ye bahaar fiza
Patjhar hai dhuna hi dhuna
Kaate na ye din kaate na yeh raat
Yuhn ghum ki huyi barsaat
Koi sapna.