Chali aana song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Mujhko tera junoon tere paas le aaya
Teri yaadon ka woh seher tere sheher le aaya
Pyaasa nange paaun tere paas chala aaya
Tujh bin guzare na raat din
Jeeyun main kaise tere bin
Tujh bin guzare na raat din
Jeeyun main kaise tere bin
Rasmon ki zanjeerein
Bus ek baar tor aana


Tujh bin guzare na raat din
Jeeyun main kaise tere bin
Mar jaaun
Tujh bin guzare na raat din
Jeeyun main kaise
Jeeyun main kaise tere bin


Ab bhi dil mein kuch ho to
Ek baar chali aana
Maazi ki taltiyaan ik baar bhoola aana
Mere paas chali aana.