Kitne saawan beet gaye sajan song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Janiva Roy. This song was released on 08 Aug 2014.
Kitne saawan beet
Gaye sajana tere bin
Kitne saawan beet
Gaye sajana tere bin
Kitani raate kaati hai
Maine taare gin gin
Kitne saawan beet
Gaye sajana tere bin
Kitani raate kaati hai
Maine taare gin gin
Kitne saawan beet
Gaye sajana tere bin


Jab se gaye pardesh piya
Jaan na paaye tum haal mera
Jab se gaye pardesh piya
Jaan na paaye tum haal mera
Kaise kahoon main
Roti rahoon main
Yaad aaye tu har din
Kitne saawan beet
Gaye sajana tere bin


Roz tumhari raah takun
Ghar mein akeli
Main kaise rahoon
Roz tumhari raah takun
Ghar mein akeli
Main kaise rahoon
Zarook ki ye baate
Pyar ki barsaat
Bhaye na ab tere bin
Kitne saawan beet
Gaye sajana tere bin
Kitne saawan beet
Gaye sajana tere bin
Kitani raate kaati hai
Maine taare gin gin
Kitne saawan beet
Gaye sajana tere bin
Kitne saawan beet
Gaye sajana tere bin.