Ajab ye shaher song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jul 2013.
Ajab ye shaher maktall hai
Na tann baaki na sar baaki
Ajab ye shaher maktall hai
Na tann baaki na sar baaki
Koi mehfooz e kya rehta
Koi mehfooz e kya rehta
Maka ghaayab khandar baaki
Ajab ye shaher maktall hai
Na tann baaki na sar baaki


Ghulistaan mein achanak
Phir koi mehshar na ho barbaad
Ghulistaan mein achanak
Phir koi mehshar na ho barbaad
Sambhal aye baagbaan rakh
Gairate bargo sambhal baaki
Koi mehfooz e kya rehta
Koi mehfooz e kya rehta
Maka ghaayab khandar baaki
Ajab ye shaher maktall hai
Na tann baaki na sar baaki


Tumhare shaher se achha toh
Apna gaaon hi thehra
Tumhare shaher se achha toh
Apna gaaon hi thehra
Jahaan izzat se rehne ko
Hai wahaan mitti ka ghar baaki
Koi mehfooz e kya rehta
Koi mehfooz e kya rehta
Maka ghaayab khandar baaki
Ajab ye shaher maktall hai
Na tann baaki na sar baaki


Yeh mat samjo ke manzil ke kareeb
Tum aa gaye ho shaad
Yeh mat samjo ke manzil ke kareeb
Tum aa gaye ho shaad
Abhi kuchh aur chalna hai
Abhi toh hai safar baaki
Koi mehfooz e kya rehta
Koi mehfooz e kya rehta
Maka ghaayab khandar baaki
Ajab ye shaher maktall hai
Na tann baaki na sar baaki
Na tann baaki na sar baaki
Na tann baaki na sar baaki.