Fanaa Sabka Muqaddar Hai Lyrics - Janiva Roy
in Albums
Watch the Video
Song Information
Fanaa sabka muqaddar hai song is from Raat Hai Gehri (2013) and it is sung by Janiva Roy.It stars and Janiva Roy in leading roles. This song is penned by Dr. Jamil Haider Shaad and composed by Naushad. This song was released on 01 Jul 2013.
Lyrics
Fanaa sab ka muqaddar hai
Fanaa sab ka muqaddar hai
Jo baaki hai woh yaari hai
Fanaa sab ka muqaddar hai
Na koi shey humaari hai
Na koi shey tumhari hai
Na koi shey humaari hai
Na koi shey tumhari hai
Fanaa sab ka muqaddar hai
Fanaa sab ka
Sukoone zindagi
Sukoone zindagi haasil nahi hai
Ab toh duniya mein
Kahaan jaaun kidhar jaaun
Kahaan jaaun kidhar jaaun
Har ek su bekaraari hai
Fanaa sab ka muqaddar hai
Fanaa sab ka
Nik toh aaya hoon
Nik toh aaya hoon
Hai na khuda mein
Moje tufaan se
Magar ab dekhiye kya hoke
Magar ab dekhiye kya hoke
Ab yaaro ki baari hai
Fanaa sab ka muqaddar hai
Fanaa sab ka
Mujhe kya shaad
Mujhe kya shaad
Ghulshan mein
Bahaar aaye fazaae
Mere daaman mein kaante hai
Mere daaman mein kaante hai
Mujhe kaanto se yaari hai
Fanaa sab ka muqaddar hai
Na koi shey humaari hai
Na koi shey tumhari hai
Na koi shey humaari hai
Na koi shey tumhari hai
Fanaa sab ka muqaddar hai
Fanaa sab ka muqaddar hai
Fanaa sab ka.