Kismat Fati Hui Lyrics - Alibaba Aur 40 Chor | Mahipal | Shakila | B.M. Vyas | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Kismat fati hui song is from Alibaba Aur 40 Chor (1954) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars Mahipal, Shakila and B.M. Vyas in leading roles. This song is penned by Raja Mehdi Ali Khan and composed by Chitragupta Shrivastava, S. N. Tripathi. It is produced by Basant. This song was released on 01 Jan 1954.
Lyrics
Aa kismat fati huyi thi
Tanke laga rahe hai
Allha tere bande
Dolat kama rahe hai
Fati huyi kismat ki
Chadar siye ja siye ja
Siye ja ho bande
Siye ja siye ja siye ja
Fati huyi kismat ki
Chadar siye ja siye ja
Siye ja ho bande siye
Ja siye ja siye ja
Jiya ja jiye ja jiye ja oo ho
Siye ja siye ja siye ja
Apne pichhe padi thi jalim oo ho
Apne pichhe padi thi jalim
Kismat panje jhad ke
Allha ne jab dolat bheji
Bheji chhapar fadke
Aur ye kaha aur ye
Kaha kismat pe bakiya
Siye ja siye ja siye ja oo ho bande
Siye ja siye ja siye ja
Jiya ja jiye ja jiye ja oo ho
Siye ja siye ja siye ja
Matlab ki to jute chate
Matlab ki to jute chate
Bap ho ya bhai ho usi
Ke tanke pake jisne
Dolat khub kamayi hai duniya ki
Duniya ki god god se jo bhi nikale
Liye ja liye ja liye ja oo
Bande siye ja siye ja
Siye ja jiya ja jiye ja jiye ja
Oo ho siye ja siye ja siye ja
Akal ki suyi lekar beta ho
Beta akal ki suyi lekar
Beta samjh ke dore dale
Ja dekh kahi dhaga na tute
Sambhal ke phul nikale
Arey ja tu to na tu to na
Aise kape siye ja siye ja siye ja
Ho bande siye ja siye ja siye ja
Jiya ja jiye ja jiye ja oo ho
Siye ja siye ja siye ja
Fati huyi kismat ki
Chadar siye ja siye ja
Siye ja ho brother siye ja siye ja.