Kisi ko yaad karta hai song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ranjit. This song was released on 01 Jan 2018.
Kisi ko yaad karta hai
Mera dil raat din
Haye mera dil raat din
Akela aahe bharta hai
Mera dil raat din
Haye mera dil raat din


Chaman mein agar
Bahar aaye hame kya
Kali agar phool ban jaye
Hame kya chaman mein agar
Bahar aaye hame kya
Kali agar phool
Ban jaye hame kya
Chahak kar aam ki dali pe
Bulbul khushi ke geet agar gaye
Hame kya hame kya
Judai me tadapta hai
Mera dil raat din
Kisi ko yaad karta hai
Mera dil raat din
Haye mera dil raat din
Akela aahe bharta hai
Mera dil raat din
Haye mera dil raat din


Ye aasu aankh mein
Jo aa rahe hai
Fasana ishk ka dohra rahe hai
Ye aasu aankh mein
Jo aa rahe hai
Fasana ishk ka dohra rahe hai
Tujhe meri kasam ik bar aaja
Aaja tujhe meri kasam
Ek bar aaja
Sandeshe maut ke bhi
Aa rahe hai aa rahe hai
Yahi fariyaad karta hai
Mera dil yaad karta hai.