Kis karan jogan jog liya song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kis karan jogan jog liya
Kis karan jogan jog liya
Bhari jawani mein ye kaisa
Rog liya kaisa rog liya
Kis karan jogan jog liya
Kis karan jogan jog liya
Bhari jawani mein ye kaisa
Rog liya kaisa rog liya
Kis karan jogan jog liya


Kyu duniya se muh kyu moda hai
Kyu hara bhara jag choda hai
Kya ankhiya jis sang lagi thi
Us zalim ne dil toda hai
Dil toda hai dil toda hai
Kis karan ho kis karan
Jogan jog liya
Bhari jawani mein ye kaisa
Rog liya kaisa rog liya
Kis karan jogan jog liya


Kyu mati aang laga bethi
Kyu mati aang laga bethi
Kyu sune ban mein aa bethi
Kyu joban ke armano me aye
Jogan aag laga baithi
Laga baithi laga baithi


Kis karan ho kis karan
Kis karan
Jogan jog liya
Bhari jawani mein ye kaisa
Rog liya kaisa rog liya
Kis karan jogan jog liya


Jab jhum ke sawan aayega
Jab jhum ke sawan aayega
Jangal mein dil ghabrayega
Phir hath se mala chutegi
Sab jog dhra reh jayega
Reh jayega  reh jayega


Kis karan ho kis karan
Kis karan jogan jog liya
Bhari jawani mein ye kaisa
Rog liya kaisa rog liya
Kis karan jogan jog liya.