Khul ke muskuraale too dard ko sharmaane deBundo ko dhartee par saaj ek bajane deHawaaye keh rahee hain, aaja jhule jaraGagan ke gal ko jaake chhule jaraUtaar gham ke moje, jamein ko gungunane deKankaro ko talwo me gudgudee machaane deKhul ke muskuraale saaj ek bajane de
Jhil ek aadat hai, tujhame hee toh rehtee haiAur nadee sharaarat hai, tere sang behtee haiHar lehar yeh kehtee hai, khud ko jhum jaane deJindagee ko aaj naya git koyee gaane deKhul ke muskuraale saaj ek bajane deBaansuree kee khidkiyo pe sur yeh kyon thithakte hainAnkh ke samander kyon bewajah chalakte hainTitliya yeh kehtee hain abb basant aane deJangalo ke mausam ko bastiyo me chhaane deKhul ke muskuraale saaj ek bajane de.