जानूं ना Jaanoon Na Lyrics - Abhishek Bachchan | Chitrangda Singh | Amar Upadhyay | Bianca Gomes

2021 Zee Music Company

About this song

  • Song : Jaanoon Na
  • Singer : Bianca Gomes
  • Music : Clinton Cerejo & Bianca Gomes (Shor Police)
  • Lyricist : Siddhant Kaushal
  • Actors: Abhishek Bachchan & Chitrangda Singh
  • Producers: Zee5 Original Film Is A Red Chillies Entertainment Presentation And A Boundscript Production
  • Director: Diya Annapurna Ghosh

Lyrics

Teri ye saans mera dum
Seene pe marham
Tera lihaf hai garam
Bhulna nahi tu sukoon piya hai
Agli subah to ankhein nam
Thi raatein bahem
Daaye baaye tere kadam
Ghar ghar tu mashoor piya hai
Chehra hai paheli tera
Dil bhi kya siyahi tera
Jaanoon na jaanoon na
Seene mein tere kya
Saansein hai ya dhua
Main jaanoon na
Main jaanoon na
Haan jaanoon na
Seene mein tere kya
Saansein hai ya dhua
Main jaanoon na
Main jaanoon na
Haan jaanoon na
Jaanoon na main jaanoon na
Seene mein tere kya
Aaha
Main jaanoon na
Saansein hai ya dhua
Main jaanoon na
Main jaanoon na
Haan jaanoon na.