Chalti hai pawan song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Chander Sharma. This song was released on 27 Jun 2003.
Chalti hai pawan jalta hai badan
Chalti hai pawan jalta hai
Badan sawan ki akeli raato mein
Chalti hai pawan jalta hai
Badan sawan ki akeli raato mein
Pani to aag bujhata hai
Ye aag lagi barsato mein
Ye aag lagi barsato mein
Chalti hai pawan jalta hai
Badan sawan ki akeli raato mein


Is dil mein chain tha fursat thi
Aankho mein nind ke sapne the
Is dil me chain tha fursat thi
Aankho me nind ke sapne the
Ye sare mujhko chod gaye
Ye sare ek din apne the
Is sal hua ye hal hua
Dou pyar bhari mulakato mein
Dou pyar bhari mulakato mein


Chalti hai pawan jalta hai
Badan sawan ki akeli raato mein
Pani to aag bujhata hai
Ye aag lagi barsato mein
Ye aag lagi barsato mein


Meri ankho ka kajal hai
Jo badal ban kar barsa hai
Meri ankho ka kajal hai
Jo badal ban kar barsa hai
Tu kya jane ye pyasa dil teri
Yaad mein kitna tarsa hai
Tu aata h ai ya mai aau
Dil tham ke apne hatho mein
Dil tham ke apne hatho mein
Chalti hai pawan jalta hai
Badan sawan ki akeli raato mein
Pani to aag bujhata hai
Ye aag lagi barsato mein
Ye aag lagi barsato mein
Chalti hai pawan jalta hai
Badan sawan ki akeli raato mein.