Khud ko behtar hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Khud ko behtar hai
Sarabon mein bhatakta dekhoon
Khud ko behtar hai
Sarabon mein bhatakta dekhoon
Warna woh pyaas hain
Marjaau jo dariya dekhoon
Khud ko behtar hai
Sarabon mein bhatakta dekhoon


Main hoon taqdeer ki
Jhulmat ka musafir tanha
Main hoon taqdeer ki
Jhulmat ka musafir tanha
Roshani ho to
Kahin apnahi saaya dekhoon
Roshani ho to
Kahin apnahi saaya dekhoon
Warna woh pyaas hain
Marjaau jo dariya dekhoon
Khud ko behtar hai
Sarabon mein bhatakta dekhoon


Aaina dekhta hain
Ehsaas adhurepan ka
Aaina dekhta hain
Ehsaas adhurepan ka
Tujo mill jaaye to
Main apna sarapa dekhon
Tujo mill jaaye to
Main apna sarapa dekhon
Warna woh pyaas hain
Marjaau jo dariya dekhoon
Khud ko behtar hai
Sarabon mein bhatakta dekhoon


Meri parwaaz ki manzil bhi
Khalla hain anjum
Meri parwaaz ki manzil bhi
Khalla hain anjum
Khud ko haalat ki suli par
Latakta dekhoon
Khud ko haalat ki suli par
Latakta dekhoon
Warna woh pyaas hain
Marjaau jo dariya dekhoon
Khud ko behtar hai
Sarabon mein bhatakta dekhoon
Khud ko behtar hai
Sarabon mein bhatakta dekhoon.