Arima arima song is from .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 04 Oct 2016.
sun isski garima, isski mahima dharti gagan sab kaampe
srishti yeh puri chand aur suraj iski dhun pe hi nache
ori sun le, ori sun le ye yantrik maanav sabse uncha
arima arima main hoon lakho sinha
tujhsi hirani dhikhe toh na jaane thum na
heesa ki, lohe ka dil subho shaam kaahe jale
main atlantic mein doobha jaake agni par na bujhe
honthon se shabnam chidkho agni ko thanda kardo
mujhse sajake zulf bicha ke ishq ki davat do
arima arima, arima arima main hoon lakho simha
tujhsi hirani dhikhe toh na jaane thum na
sun isski garima, isski mahima dharti gagan sab kaampe
srishti yeh puri chand aur suraj iski dhun pe hi nache
ori sun le, ori sun le ye yantrik maanav sabse uncha
lohe ki raago mein bijli ki nasso mein
preeti ki jyoti kyun jale
zaalim nava, pyaar dulara sa
saajan ho dil yeh kahe
saajan ho dil yeh kahe
na manush mein hoon pursho ka raja hoon
kamatur yantar hoon seedhay jo dil japhte
aisa silicon shape hoon mein
yantara arima arima mein hoon lakho simha
tujhsi hirani dhikhe toh na jaane thum na
sun isski garima, isski mahima dharti gagan sab kaampe
srishti yeh puri chand aur suraj iski dhun pe hi nache
badal mein bijli, rangeen titli kahke rijha na paaoge
taar yeh baaje, armaan hai jaage robo ko go go na kaho
jaao ji jaao, jhoothi kyun baat banaun
humko na aise lubhao tum toh ho bus kathputali
putlon se na dil laage
sun isski garima, isski mahima dharti gagan sab kaampe
srishti yeh puri chand aur suraj iski dhun pe hi nache
ori sun le, ori sun le ye yantrik maanav sabse uncha
arima arima main hoon lakho simha
tujhsi hirani dhikhe toh na jaane thum na
yantara, yantara, yantara, yantara