Khel nahi gir gir ke sambhalna song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1947.
Khel nahi khel nahi
Khel nahi gir gir ke sambhalna
Rahi dekh sambhal kar chalna
Khel nahi khel nahi


Is duniya ki rah anokhi
Is duniya ki rah anokhi
Manzil bhi gul ho jati hai
Is duniya ki rah anokhi
Manzil bhi gul ho jati hai
Kaliyo ke daman mein chhipa kar
Unko sabnam ro jati hai
Kaliyo ke daman mein chhipa kar
Unko sabnam ro jati hai
Thesh lage thesh lage
Thesh lage to phir na machalna
Rahi dekh sambhal kar chalna
Khel nahi khel nahi


Pyar ki rah mein kya hai jina
Kuch biti raho ka sahara
Kuch biti raho ka sahara
Pyar ki rah mein kya hai jina
Kuch biti raho ka sahara
Kuch biti raho ka sahara
Rat ujali chand ke dam se
Rat ujali chand ke dam se
Chand chupa gup andhiyara
Chand chupa gup andhiyara
Lut jaye lut jaye
Lut jaye to hath na malna
Rahi dekh sambhal kar chalna
Khel nahi khel nahi.