Kaise main bhulaoon song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Gangu Ramsay. This song was released on 01 Jan 2018.
Kaise main bhulaoon tera pyar
Tu hi to hai jeevan ki bahaar
Kehna kuch chaha tujhse kayi bar
Hotho se lekin hua na izhar


Suno tum jahaan bhi ho sanam
Tumko meri hai kasam laut aaona
Suno kyu pyar ka apne
Adhura reh gaya hai afsana
Main dil hoon tu dhadkan
Main shola hu tu shabnam
Pyas bujhana
Laut aana na rulana


Yeh mere jeevan ka sangeet
Ek tuhi hai manchaha meet
Bin tere suna hai yeh jahaan
Dil bole ab jaaun kahaan
Suno tum jahaan bhi ho sanam
Tumko meri hai kasam laut aana
Suno kyu pyar ka apne
Adhura rah gaya hai afsana
Main dil hoon tu dhadkan
Main shola hu tu shabnam
Pyas bujhana laut aana na rulana


Yaad karke pahli mulakat
Badlu karwat saari saari raat
Bhule mujhko tum kaise sanam
Hame to hai yaad har ek baat
Suno tum jahaan bhi ho sanam
Tumko meri hai kasam laut aana
Suno kyu pyar ka apne
Adhura rah gaya hai afsana
Main dil hu tu dhadkan
Main shola hu tu shabnam
Pyas bujhana
Laut aana na satana
Na rulanana bhulana
Na rulana.