Aata hai mujhko yaad song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Gangu Ramsay. This song was released on 01 Jan 2018.
Aata hai mujhko yaad tera pyar
Rahat hai ye dil mera bekarar
Sapno mein chuma tujhko kai baar
Baho mein teri hi mila karar
Suno tum jaha bhi ho sanam
Tumko meri hai kasam lot aana
Suno wo bita hua kal
Yaad aata hai har pal
Wo zamana main hoon tera deewana
Tu sama main parwana na bhulana
Bhul na jana lot aana


Tere bin kuch bhi to na bhaye
Rat ko tadpu neend na aaye
Tujhko chhune ko dil ye lag jaye
Yaad aate hai wo zulfo ke saye
Suno tum jaha bhi ho sanam
Tumko meri hai kasam lot aana
Suno wo bita hua kal
Yaad aata hai har pal
Wo zamana main hoon tera deewana
Tu sama main parwana na bhulana
Bhul na jana lot aana


Do pyar karne walo ko kaha
Jeene deta hai beraham jaha
Todkar zulmo ki deeware
Aa basa le pyar ka jaha
Suno tum jaha bhi ho sanam
Tumko meri hai kasam lot aana
Suno wo bita hua kal
Yaad aata hai har pal
Wo zamana main hoon tera deewana
Tu sama main parwana na bhulana
Bhul na jana lot aana
Na bhualna lot jana bhul na jaana.