Kahi Preet Se Lyrics - Girija | S.V. Ranga Rao | Taraka Rama Rao Nandamuri | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) | Talat Mahmood

1951

Lyrics

Kahi preet se bhara
Koi geet ga raha
Kahi preet se bhara
Ankhiya mila mila
Mujh ko bula raha
Jiyara umang mein
Jiyara umang mein
Kahi preet se bhara

Jaha nain mil gaye
Waha pran khil gaye
Jaha nain mil gaye
Mere ang ang mein
Koi chha raha
Manwa tarang mein
Manwa tarang mein
Jaha nain mil gaye

Yeh chandrama
Yeh chandani
Yeh kaliya yeh lata
Yeh chandrama
Yeh chandani
Yeh kaliya yeh lata
Lehra ke man ka
Mere de rahe pata
Kahi preet se bhara

O chandrama o chandani
O kaliya o lata
O chandrama o chandani
O kaliya o lata
Meri preet ka
Sandesva do use bata
Jaha nain mil gaye
Waha pran khil gaye
Jaha nain mil gaye.