He Prabhu Jyot Jaga Lyrics - Anjali Devi | Rojaramani | S.V. Ranga Rao | Deen Bandhu Sharma

1967

Lyrics

He prabhu jyot jaga aisi
He prabhu jyot jaga
Mere man mein base tu sada
Ha man mein base tu sada

Jab gajendar par dhir padi to
Use bachane tu hi aaya
Jab gajendar par dhir padi to
Use bachane tu hi aaya
Mare kisko tare kisko
Mare kisko tare kisko
Sab kuch hai bas teri maya
Sab kuch hai bas teri maya

He prabhu jyot jaga aisi
He prabhu jyot jaga
Mere man mein base tu sada
Ha man mein base tu sada

He prabhu jyot jaga aisi
He prabhu jyot jaga
Mere man mein base tu sada
Ha man mein base tu sada.