Char paise kya mile, kya mile bhai kya mileKhud ko samajh baithe KhudaWoh Khuda hi jane ab hoga tera anjam kyaKahe paise pe!Kahe paise pe itna guroor kare haiKahe paise pe itna guroor kare haiYehi paisa to!Yehi paisa to apnon se door kare haiDoor kare haiKahe paise pe itna guroor kare haiGuroor kare haiSone chandi ke oonche mehlon meinDard zyaada hai, chain thoda haiDard zyaada hai, chain thoda haiIs zamane mein paise waalon nePyar chheena hai, dil ko toda haiPyar chheena hai, dil ko toda haiPaise ki ahmiyat se to inkar nahin haiPaisa hi magar sab kuchh sarkar nahin haiInsan insan hai, paisa paisa haiDil hamara bhi tere jaisa haiHai bhala paisa to bura bhi haiYeh zehar bhi hai, yeh nasha bhi haiYeh zehar bhi hai, yeh nasha bhi haiYeh nasha koiYeh nasha koi dhokha zaroor kare haiYehi paisa to haanYehi paisa to apnon se door kare haiDoor kare haiKahe paise pe itna guroor kare haiGuroor kare hai
Arre chale kahaanAye paise se kya kya tum yahan kharidogeDil kharidoge ya ke jaan kharidogeBazaron mein pyar kahaan bikta haiDukano pe yaar kahaan bikta haiPhool bik jaate hain, khushbu bikti nahinJism bik jaate hain, rooh bikti nahinChain bikta nahin, khwaab bikte nahinDil ke armaan betaab bikte nahinArre paise se kya kya tum yahaan kharidogeAye dil kharidoge ya ke jaan kharidogeHey in hawaon ka mol kya dogeUn ghataon ka mol kya dogeArre in zaminon ka mol ho shayadAasmanon ka mol kya dogeIn hawaon ka mol kya dogeUn ghataon ka mol kya dogeIn zaminon ka mol ho shayadAasmanon ka mol kya dogePaas paisa hai to hai yeh duniya hasinDuniya hasinHo zarurat se zyada to mano yakeenMano yakeenYeh dimagon meinYeh dimagon mein paida fitoor kare haiYehi paisa toYehi paisa to apnon se door kare haiDoor kare haiKahe paise pe itna guroor kare haiGuroor kare hai