Kaga Sab Tan Khayiyo Lyrics - Piya Milan Ki Aas | Manoj Kumar | Jeevan | Ameeta | Lata Mangeshkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Kaga sab tan khayiyo song is from Piya Milan Ki Aas (1961) and it is sung by Lata Mangeshkar.It stars Manoj Kumar, Jeevan, Ameeta and S.N. Tripathi in leading roles. This song is penned by B D Mishra and composed by S N Tripathi. It is produced by Vijay Films. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
kaga sab tan khaiyo ki chun chun khayio maas
do naina mat khaiyo mohe piya milan ki aas
piya milan ki aas re mohe piya milan ki aas re
piya milan ki aas bat takti ek viraha me
man ke deep jalaye bujhe na bati pran bati
jane wo kab aaye unke darshan bin na nikle
unke darshan bin na nikle tan se bairan sans re
piya milan ki aas re mohe piya milan ki aas re
piya milan ki aas jab se bichde aise bichde
naino me nind na aaye yad jag ki mai sulagti
aisi aag lagaye sau sau sawan baras gaye
sau sau sawan baras gaye par bujhi na man ki pyas re
piya milan ki aas re mohe piya milan ki aas re
piya milan ki aas