Kabhi To Pure Honge Lyrics - Sapne Suhane | Krishna Kalle | Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Kabhi to pure honge song is from Sapne Suhane (1974) and it is sung by Krishna Kalle and Mukesh Chand Mathur (Mukesh). This song is penned by Hasrat Jaipuri and composed by Shyamji Ghanshyamji. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Kabhi to pure honge
Kabhi to pure honge ye sapne suhane
Kabhi to pure honge ye sapne suhane
Kabhi to manjil payenge hum do deewane
Kabhi to pure honge ye sapne suhane
Kabhi to manjil payenge hum do deewane
Kabhi to pure honge ye sapne suhane
Aas nirash ke do rahe par
Apna jiwan chalta hai
Naya sawera lakar aaye
Naya sawera lakar aaye
Jo bhi suraj dhalta hai
Kabhi to bhar hi jayenge
Dil ke do paymane
Kabhi to pure honge ji ye sapne suhane
Kabhi to manjil payenge hum do deewane
Kabhi to pure honge ye sapne suhane
Hum bhi hai do pyar ke sathi
Sath na hargiz chodenge
Hum bhi hai do pyar ke sathi
Sath na hargiz chodenge
Dunia ki diware ik din
Dunia ki diware ik din
Dono milkar todenge
Kabhi to jag par chayenge
Hum dono mastane
Kabhi to pure honge ye sapne suhane
Kabhi to manjil payenge hum do deewane
Kabhi to pure honge ye sapne suhane.