Kabhi patjhad hain song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mahesh Bhatt. This song was released on 01 Jan 2018.
Kabhi patjhad hai kabhi sawan hain
Kabhi patjhad hai kabhi sawan hain
Sab kahte hain yahin jeevan hain
Sab kahte hain yahin jeevan hain
Kabhi patjhad hai kabhi sawan hain
Sab kahte hain yahin jeevan hain
Sab kahte hain yahin jeevan hain


Din gujarta hain tab rat aati hain
Rat hi din ki saugat lati hain
Din gujarta hain tab rat aati hain
Rat hi din ki saugat lati hain
Ek sama bhuje ek sama jale
Hai andhera chhupa roshni ke tale
Ho andhero ke sang kiran hain
Andhero ke sang kiran hain
Sab kahte hain yahin jeevan hain
Sab kahte hain yahin jeevan hain


Zindagi se jo kabhi har na mane
Gam bhulane ka har raz wo jane
Zindagi se jo kabhi har na mane
Gam bhulane ka har raz wo jane
Jan le zindagi ki wahi reet hain
Ek pal har hai ek pal jeet hain
Ho dukh se bandha
Sukh ka bandhan hain
Dukh se bandha
Sukh ka bandhan hain
Sab kahte hain yahin jeevan hain
Sab kahte hain yahin jeevan hain


Kaun hai apna hain kaun begana
Waqt aane par humne to ye jana
Kaun hai apna hai kaun begana
Waqt aane par humne to ye jana
Sath koi nahin sang saya to hain
Ek tinka yaha kam aaya to hain
Ho sach bole jo wahi darpan hain
Sach bole jo wahi darpan hain
Sab kahte hain yahin jeevan hain
Sab kahte hain yahin jeevan hain
Kabhi patjhad hai kabhi sawan hain
Sab kahte hain yahin jeevan hain
Sab kahte hain yahin jeevan hain.