Jo naari tujhe bhakti se pukarti song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Jo naari tujhe bhakti se pukarti
Maa gauri use par tu utarti
Ho maa gauri use par tu utarti
Jo naari tujhe bhakti se pukarti
Maa gauri use par tu utarti
Ho maa gauri use par tu utarti


Kuchh na kamna ho kuch na mangna
Kuchh na kamna ho kuch na mangna
Jag mein mera pal hai maiya
Teri prarthna
Ho maiya teri prarthna
Jo nari tujhe man me nit niharti
Maa gauri use par tu utarti
Ho maa gauri use par tu utarti


Duniya tumhari tum ho hamari
Duniya tumhari tum ho hamari
Khushi hai tere raz me raja bikhari
Ho maiya raja bikhari
Jo nari tumhare charan pakharti
Maa gauri use par tu utarti
Ho maa gauri use par tu utarti


Phul chadau deep jalau
Phul chadau deep jalau
Bhakti bari aarti tujhko dikhau
Ho maiya tujhko dikhau
Jo naari teri aarti utarti
Maa gauri use par tu utarti
Ho maa gauri use par tu utarti
Jo nari tujhe bhakti se pukarti
Maa gauri use par tu utarti
Ho maa gauri use par tu utarti
Jo nari tujhe bhakti se pukarti
Maa gauri use par tu utarti
Ho maa gauri use par tu utarti.