Jo kho jata hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Sep 2006.
Jo kho jata hai milkar zindagi mein
Jo kho jata hai milkar zindagi mein
Ghazal hain naam uska shayari mein
Jo kho jata hai milkar zindagi mein


Nikal aate hain aansu haste haste
Nikal aate hain aansu haste haste
Nikal aate hain aansu haste haste
Ye kis gham ki mehek hain har khushi mein
Ghazal hain naam uska shayari mein
Jo kho jata hai milkar zindagi mein


Kahin chehara kahin aankhe kahin lab
Kahin chehara kahin aankhe kahin lab
Kahin chehara kahin aankhe kahin lab
Humesha ek milata hain kahin mein
Ghazal hain naam uska shayari mein
Jo kho jata hai milkar zindagi mein


Sulgati ret mein paani kahan thaa
Sulgati ret mein paani kahan thaa
Sulgati ret mein paani kahan thaa
Koi baadal chhupa thaa tishnagi mein
Ghazal hain naam uska shayari mein
Jo kho jata hai milkar zindagi mein


Zamee par aasmaan milta nahi hain
Zamee par aasmaan milta nahi hain
Zamee par aasmaan milta nahi hain
Farishta dhundhiye mat aadami mein
Ghazal hain naam uska shayari mein
Jo kho jata hai milkar zindagi mein
Ghazal hain naam uska shayari mein
Jo kho jata hai milkar zindagi mein.