Aa bhi jao zindagi song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Sep 2006.
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Tum nahi ho to har khushi kam hain
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai


Waada karke ye kaun aaya nahi
Waada karke ye kaun aaya nahi
Waada karke ye kaun aaya nahi
Sheher mein aaj roshani kam hain
Sheher mein aaj roshani kam hain
Tum nahi ho to har khushi kam hain
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai


Jaane kyaa ho gaya hain mausam ko
Jaane kyaa ho gaya hain mausam ko
Jaane kyaa ho gaya hain mausam ko
Dhoop jyaada hain chaandani kam hain
Dhoop jyaada hain chaandani kam hain
Tum nahi ho to har khushi kam hain
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai


Aaina dekh kar khayaal aaya
Aaina dekh kar khayaal aaya
Aaina dekh kar khayaal aaya
Aaj kal unki dosti kam hain
Aaj kal unki dosti kam hain
Tum nahi ho to har khushi kam hain
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai


Tere dam se hi main mukamall hoon
Tere dam se hi main mukamall hoon
Tere dam se hi main mukamall hoon
Bin tere teri yaamini kam hain
Bin tere teri yaamini kam hain
Tum nahi ho to har khushi kam hain
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Zindagi kam hai, zindagi kam hai.