Khuda Ka Zikr Lyrics - Chandan Dass
in Albums
Watch the Video
Song Information
Khuda ka zikr song is from Piya Nahin Jab Gaon Mein (1998) and it is sung by Chandan Dass.It stars and Chandan Dass in leading roles. This song is penned by Ibrahim Ashq and composed by Chandan Dass. This song was released on 15 Feb 1998.
Lyrics
Khuda ka zikr karen
Yaa tumhari baat karen
Khuda ka zikr karen
Yaa tumhari baat karen
Humein to ishq se matlab
Kisi ki baat karen
Khuda ka zikr karen
Yaa tumhari baat karen
Khuda ka zikr karen
Yaa tumhari baat karen
Phoolo ke rango se khusboo se
Hain garjee hum to
Phoolo ke rango se khusboo se
Hain garjee hum to
Chaman ko jaaya to kuch
Taajagi ki baat karein
Chaman ko jaaya to kuch
Taajagi ki baat karein
Humein to ishq se matlab
Kisi ki baat karen
Khuda ka zikr karen
Yaa tumhari baat karen
Khuda ka zikr karen
Yaa tumhari baat karen
Tumhari baaju mein
Sab rind bhi hain sehmkhudi bhi
Tumhari baaju mein
Sab rind bhi hain sehmkhudi bhi
Peeye sharaab bi mein
Badi ki baat karein
Peeye sharaab bi mein
Badi ki baat karein
Humein to ishq se matlab
Kisi ki baat karen
Khuda ka zikr karen
Yaa tumhari baat karen
Khuda ka zikr karen
Yaa tumhari baat karen
Farishte tum bhi nahi ho
Farishtey hum bhi nahi
Farishte tum bhi nahi ho
Farishtey hum bhi nahi
Ham aadami hai to phir
Aadami ki baat karen
Ham aadami hai to phir
Aadami ki baat karen
Humein to ishq se matlab
Kisi ki baat karen
Khuda ka zikr karen
Yaa tumhari baat karen
Khuda ka zikr karen
Yaa tumhari baat karen
Kadam kadam pe jahan laut
Intezaar karein
Kadam kadam pe jahan laut
Intezaar karein
Bada maza hain ab
Zindagi ki baat karen
Bada maza hain ab
Zindagi ki baat karen
Humein to ishq se matlab
Kisi ki baat karen
Khuda ka zikr karen
Yaa tumhari baat karen
Khuda ka zikr karen
Yaa tumhari baat karen.