Jise doondti phirti hai meri nazar song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Jise dhoondti phirti hai meri nazar
Jise dhoondti phirti hai meri nazar
Tu wahi to nahi tu wahi to nahi
Ji wahi to hu main
Ji wahi to hu main


Yaad karti hu jisko main shamo sahar
Yaad karti hu jisko main shamo sahar
Tu wahi to nahi
Ji wahi to hu main
Ji wahi to hu main


Pyar karna mujhko jisne sikhla diya
Pyar karna mujhko jisne sikhla diya
Dil ko bahla diya
Dil ko bahla diya
Tu wahi to nahi
Ji wahi to hu main


Jisne rashta mohabbat ka dikhla diya
Jisne rashta mohabbat ka dikhla diya
Jina sikhla diya
Jina sikhla diya
Tu wahi to nahi
Ji wahi to hu main


Tu wahi to nahi
Jisne dil le liya
Mujhme apni mohabat ka jadu kiya
Jisne aakar sajaya mere dil ka ghar
Jisne aakar sajaya mere dil ka ghar
Tu wahi to nahi
Ji wahi to hu main


Mere jeevan ka sab kuchh hai tere liye
Mere jeevan ka sab kuchh hai tere liye
Tere jeevan ka sab kuchh hai mere liye
Tere jeevan ka sab kuchh hai mere liye
Jispe kurban hai meri jano jigar
Jispe kurban hai meri jano jigar
Tu wahi to nahi
Ji wahi to hu main
Jise dhoondti phirti hai meri nazar
Tu wahi to nahi tu wahi to nahi
Ji wahi to hu main
Ji wahi to hu main.