LyricsTashan

Jisaka Koee Nahee Usaka Toh Lyrics - Laawaris | Amitabh Bachchan | Suresh Oberoi | Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

in Movies

Watch the Video

Song Information

Jisaka koee nahee usaka toh song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Prakash Mehra. This song was released on 01 Jan 2018.

Lyrics

jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro
jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro
jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro, ha khuda hain yaro
mai nahi kehta
mai nahi kehta kitabo me likha hain yaro
jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro
ha khuda hain yaro, ha khuda hain yaro

jisne paida kiya duniya me wahi palega, ha wahi palega
jisne paida kiya duniya me wahi palega
ham ko har mod pe, har julm se bacha lega
apane bando se
apane bando se kaha kab woh juda hain yaro
jiska koi nahi
jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro
ha khuda hain yaro, ha khuda hain yaro

julm insan ka jab had se gujar jata hai, ha gujar jata hai
julm insan ka jab had se gujar jata hai
woh kisi aur hi surat me paas aata hai
anaginat rup me woh ham se mila hain yaro
jiska koi nahi
jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro, ha khuda hain yaro
mai nahi kehta
mai nahi kehta kitabo me likha hain yaro
jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro
ha khuda hain yaro, ha khuda hain yaro
ha khuda hain yaro, ha ha khuda hain yaro

Related Songs

More songs from Laawaris (1981)
More songs of Amitabh Bachchan
More songs of Suresh Oberoi
More songs of Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)