Jeevan ka jug aaya song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Jeevan ka jug aaya ha
Jeevan ka jug aaya
Jeevan ka jug aaya
Andiyare ne suraj dekha
Dekh dekh kar man lalchaya
Andiyare ne suraj dekha
Dekh dekh kar man lalchaya
Jeevan ka jug aaya aaya
Jeevan ka jug aaya


Murja kar bagiya mahki hai
Phir iski rag rag chahaki hai
Soti dharti jag uthi hai
Soti dharti jag uthi hai
Kaisa sundar saaj sajaya
Kaisa sundar saaj sajaya
Jeevan ka jug aaya aaya
Jeevan ka jug aaya


Jeevan ka jug pyar ka jug hai
Jeevan ka jug pyar ka jug hai
Pyar mein soch vichar na kar tu
Pyar mein soch vichar na kar tu
Soch vichar ko aag laga de
Aage jeeta jagat jeevan
Aage jeeta jagat jeevan
Pichhe kali jeevan chhaya
Pichhe kali jeevan chhaya
Jeevan ka jug aaya ha
Jeevan ka jug aaya.