Hawa Ne Bandha Hai Lyrics - Sohrab Modi | Durga Khote | K.N. Singh | Amirbai Karnataki

1943

Lyrics

Hawa ne bandha hai kya rang
Hawa ne bandha hai kya rang
Dekho iski chal nirali
Dekho iske dhang
Ha dekho iske dhang
Dekho iski chal nirali
Dekho iske dhang
Ha dekho iske dhang
Hawa ne bandha hai kya rang
Hawa ne bandha hai kya rang

Barse bhale chale jagat mein
Chale teer talwar
Barse bhale chale jagat mein
Chale teer talwar
Chhin chhin mein narsinga baje
Chhin chhin mein narsinga baje
Kamp uthe sansar
Kamp uthe sansar
Hawa ne bandha hai kya rang
Hawa ne bandha hai kya rang

Ek desh mein ladte the
Ek din tha ek tofan
Ek desh mein ladte the
Ek din tha ek tofan
Insaan jeeta toofan hara
Yeh ishwar ki shan
Insaan jeeta toofan hara
Yeh ishwar ki shan
Hawa ne bandha hai kya rang
Hawa ne bandha hai kya rang.