Jeena Bhi Kya Lyrics - Kasam Paida Karne Wale Ki | Amrish Puri | Smita Patil | Salma Agha | Bappi Lahiri
in Movies
Watch the Video
Song Information
Jeena bhi kya song is from Kasam Paida Karne Wale Ki (1984) and it is sung by Bappi Lahiri and Salma Agha.It stars Amrish Puri, Smita Patil, Salma Agha and Mithun Chakraborty in leading roles. This song is penned by Anjaan and composed by Bappi Lahiri. It is produced by Babbar Subhash. This song was released on 23 Nov 1984.
Lyrics
Jeena bhi kya hai jeena
Teri aankho ke bina
Jeena bhi kya hai jeena
Tere hotho ke bina
Jeena bhi kya hai jeena
Teri baho ke bina
Jeena bhi kya hai jeena
Teri chaho ke bina
Tere liye main mere liye tu o o
Tere liye main mere liye tu o o
Jeena bhi kya hai jeena
Teri aankho ke bina
Jeena bhi kya hai jeena
Teri baho ke bina
Mele teri aankho mein
Jane hum kaha
Gum ho gaye jane ja
Aake teri baho mein
Bhige sare ghum
Kho gaye jane ja
Tere liye main mere liye tu oo o
Tere liye main mere liye tu oo o
Jeena bhi kya hai
Jeena teri aankho ke bina
Jeena bhi kya hai
Jeena teri baho ke bina
Badal jab jhumke rimjhim pyar yu
Barsayenge janeman
Bhige mausam kabhi
Har pal yad aayenge
Hum yaha jane ja
Tere liye main mere liye tu oo o
Tere liye main mere liye tu oo o
Jeena bhi kya hai
Jeena teri aankho ke bina
Jeena bhi kya hai
Jeena tere hotho ke bina
Jeena bhi kya hai
Jeena teri baho ke bina
Jeena bhi kya hai
Jeena teri chaho ke bina.