Diya to jale song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Syed Anwar Hussain. This song was released on 08 Aug 1986.
Diya to jale bas ek raat main to
Har pal din raat jali
Din raat jali din raat jali
Diya to jale bas ek raat main to
Har pal din raat jali din raat jali
Din raat jali


Ek pal jo aaye hasti bahare
Kanto se aanchal bhar gayi
Oo sawan jo chhaya barsi fuhare
Tan man wo ghayal kar gayi
Jiske sahare din ye gujare
Sajna wo nikla kyu chhavi
Diya to jale bas ek rat main to
Har pal din raat jali din raat jali
Din raat jali


Chalna to hoga jalna to hoga
Yunhi akele ab yahan
Oo ho main is kinare wo us kinare
Teesra kinara hain kaha
Reahe andheri taqdeer meri
Mujhko kaha hain le chali
Diya to jale bas ek raat main to
Har pal din raat jali din raat jali
Din raat jali
Diya to jale bas ek raat main to
Har pal din raat jali din raat jali
Din raat jali din raat jali
Din raat jali din raat jali.