Jau To Kaha Jau Sab Kuch Yahi Hai Lyrics - Anamika | Sanjeev Kumar | Jaya Bachchan | Asha Bhosle
in Movies
Watch the Video
Song Information
Jau to kaha jau sab kuch yahi hai song is from Anamika (1973) and it is sung by Asha Bhosle.It stars Sanjeev Kumar and Jaya Bachchan in leading roles. This song is penned by Majrooh Sultanpuri and composed by R D Burman. It is produced by Tahir Hussain. This song was released on 01 Jan 1973.
Lyrics
jau to kaha jau
jau to kaha jau sab kuch yahi hai
tere ghar ke bahar to na duniya na din hai
jau to kaha jau sab kuch yahi hai
tere ghar ke bahar to na duniya na din hai
jau to kaha jau
jaise bhi roko bihari mohe jag to pukare
bihari mohe tere dawar aake
ha tere dawar aake jana nahi hai
jau to kaha jau sab kuch yahi hai
tere ghar ke bahar to na duniya na din hai
jau to kaha jau
preet tere sang jodi piya
chunari tere rang audhi piya
kahi aur ghunghata kahi aur ghunghata
uthana nahi hai
jau to kaha jau sab kuch yahi hai
tere ghar ke bahar to na duniya na din hai
jau to kaha jau sab kuch yahi hai
tere ghar ke bahar to na duniya na din hai
jau to kaha jau