Janam Janam Kaa Saath Hai Nibhaane Ko Lyrics - Tumse Achha Kaun Hai | Shammi Kapoor | Babita | Mehmood | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Janam janam kaa saath hai nibhaane ko song is from Tumse Achha Kaun Hai (1969) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars Shammi Kapoor, Babita, Mehmood and Babita Kapoor in leading roles. This song is penned by Hasrat Jaipuri and composed by Shankar Jaikishan. It is produced by Pramod. This song was released on 03 Jan 1969.
Lyrics
janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye

pyar amar hai duniya me, pyar kabhi nahi marta hai

maut badan ko aati hai, ruh ka jalwa rahta hai
janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye
janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye
o shahjadi sapno ki itni tu hairaan na ho

mai bhi tera sapna hu, jaan mujhe anjan na ho
janam-janam ka sath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye

tu manzil mai raahi hu, ek din tujhko paunga

kaun mujhe ab rokega, hardam yuhi aaunga