LyricsTashan

Janam Din Aaya Lyrics - Baharon Ki Manzil | Dharmendra | Rehman | Meena Kumari | Lata Mangeshkar

in Movies

Watch the Video

Song Information

Janam din aaya song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sibte Hassan Rizvi. This song was released on 31 Dec 1968.

Lyrics

Janam din aaya aaya
Mamta ki jyot jagi
Janam din aaya aaya
Mamta ki jyot jagi
Ke hansti rahe sada
Yuhi meri chanda
Taro ki shehjadi


Rango bhara gudiya
Ko joda pehnake
Rango bhara gudiya
Ko joda pehnake
Arman ki kaliyo se
Angana sazake
Matwali mamta ne
Apne dil ki shama jala di
Janam din aaya aaya
Mamta ki jyot jagi
Ke hansti rahe sada
Yuhi meri chanda
Taro ki shehjadi


Taro ka lekar tohfa
Chanda bhi aaya
Taro ka lekar tohfa
Chanda bhi aaya
Rani ke layak humne
Kuch bhi na paya
Phir nanhi umar pe
Wari hokar apni umar mila di
Janam din aaya aaya
Mamta ki jyot jagi.

Related Songs

More songs from Baharon Ki Manzil (1968)
More songs of Dharmendra
More songs of Rehman
More songs of Meena Kumari
More songs of Lata Mangeshkar